MAJROOH SULTAAN PURI DADA SAHEB PHAALKAY AWARD HAASIL KARNE WALE PEHLE NAGMA NIGAAR THAY …

0
57

हमारे व्हाट्सएप ग्रुप से जुड़े

Haeekm se shayar tak majrooh sultaan puri ki UP state kay sultaan pur mei 1 October 1919 mei paidaish hue , unhone Arabi pharsi aur deeni taalim HAASIL ki baad mei tib ki taalim HAASIL kar kay mashoor hakeem bane , unani doctor ki taalim bhe HAASIL ki aur unani doctor bane , unn kay bachpan kay zamane mei he unhe sher o shayri aur ghazalo mei kafi dilchaspi thi , isi dilchaspi ne unhe shayar se nagma nigaar banaya , aur filmo mei inn ki nagma nigaari mashoor hue hai ….. majrooh sultaan puri ne apne iss sher per humesha Amal kiya sher hai …. MEI AKELA HE CHALA THA JAANIB E MANZIL MAGAR , LOG SAATH AATE GAYE AUR KAARWAAN BANTA GAYA … isi sher ne inn ki zindagi ko bhe ek naya ayyam diya aur wo filmo mei bhe mashoor hue … .

Facebook Comments Box